Wo mangta rha dua meri zindagi ki
aurkhuda uski zindagi badhata gya
wo nadan fir bhi na samjha k meri
zindagi kaun hai..
**************************************************
Us se kehna..
Fasla Tum bna rhe ho
Magar etna yaad rakhna
Muhabbat baar baar
insan par mehrban nhi hot.
No comments:
Post a Comment